खबर के साथ और दर्द की आवाज़ -विचारों का प्याला
ek sach jo aap bhi jante hai par.................mante hai... ganesh baba ki.....jai ganpati baba ki .....jai hoo.... ek din to aap bhagwan ki pooja karte hai ..... unki morti ki pooja kar ke....jal me oonhe sirate hai..... or fir ghar par aa jate hai.... kya aap ko pata hai ... ki aap ke dduvra bhagwan ki morti ka kya hoti hai.... jara ek baar to aapne bhagwan ko yaad kar ke os jagah ja kar dekha to lo ki ..... aap ke bhagwan kis halatt me hai....